370 General Knowledge Questions for SSC Preparation

By | January 14, 2015
1. Pahli Rajasthani film kon si thi
Najrani
2. CBSE ka Mukhyalaya kahan par hai
New Delhi
3. Rajya Sabha ke sadhsyon ka karyakaal kitna hota hai
chhah (Six) saal
4. Anandmath ke rachayita kon hai
Bakim Chandra
5. Bharat ki sabse purani Oil refinery kahan par hai
Assam
6. Mistr me neel nadi par kon sa baandh hai
Aaswaan baandh

7. National Indian Military College kahan par stith hai
Dehradun
8. Babarnama kis bhasha me likha gya hai
Turkey
9. Hamir Mahakavya ke rachyita kon hai
Nayanchandra Suri
10. Rashtriya Anusuchit Jaati Aayog ke Adhyaksh kon hai
P. L. Puniya
11. Pakistan ka Rashtriya Khel kon sa hai
Hockey
12. Bharat ka pahla Nobel Puraskaar kise mila
Ravindernath Tagore
13. Bharat me pahli Metro train kab shuru hui
1984 me
14. Duniya ka sabse bada jawalamukhi kahan hai
America ke Unoston prant ke National park me
15. Bharat me pahli baar radio karyakaram kab aur kiske dwara parstut kiya gaya
1923 me Bombay ke Radio Club dwara
16. Bharatiya Savidhan me kul kitne Anuched hai
395 Anuchhed
17. Shekhawati ka Gandhi kise kaha jata hai
Badrinarayan Sodani ko
18. Liltaas pustak ke rachayita kon hai
Kanheya Lal Sethiya
19. Rajya Sabha ka Sabhapati kon hota hai
UpRashtrapati
20. Duniya ka sabse bada rail junction kahan par hai
Shikago
21. Bharat ka Sabse bada Koyla Shetr kon sa hai
Jhariya
22. Bharat me Magrov vanaspati vistrit roop me
kahan payi jati hai
Sundarvan
23. Neel Nadi kon si jheel se nikalti hai
Victoriya
24. Vishv me joot utpadan me agrani desh kon
sa hai
Bangladesh
25. Bharat ka pahla jaiv mandal arkshit shetr
kon sa hai
Neelgiri
26. Pahla Yash Chopra memorial puraskar kise
diya gaya
Lata Mangeshkar
27. Pustak “My Brief History” kiske dwara Likhi
gayi hai
Stiphen Hakins
28. Navneet Kaur Aur Rani Rajpal ka sambandh
kis khel se hai
Hockey se
29. Insulin ki khoj kisne ki thi
F. T. Benting
30. Netradaan me aankh ka kon sa bhaag
paryukt kiya jata hai
Cornia
31. Delhi ki parsidh Jama Masjid ka nirmaan
kisne karvaya tha
Shahjahan ne
32. Ek Rupay ke note par kiske hastakshar hote
hai
Vit Sachiv, Bharat sarkar
33. Bharat me yojna aayog ka gathan kab hua
March 1950
34. Jaliawala Baagh kahan par stith hai
Amritsar, Punjab
35. Maanavadhikar diwas kab manaya jata hai
10 December
36. Protin kis se banti hai
Amino Amal se
37. Bengal ka vibhajan kab hua
15 November 1950 ko
38. Bharat me sarv-partham Patra mudra ka
chalan kab hua
1806 me
39. Antarashtriya Nyayalya kahan stith hai
Heg me
40. Computer me memory ki sabse chhoti ikaai
kya hai
Byte
41. Prakartik Rabar kiska bahulak hai
Isoprin ka
42. Maanav Nirmit prathan kritrim resha kya tha
Nylon
43. Prithvi ki Aayu ka aanklan kis vidhi se kiya
jata hai
Uranium Denting vidhi se
44. Desh me kaling puraskar kab shuru hua
1952 me
45. Kashmir ka Akbar kise kaha jata hai
Jainul Aabdin
46. Gramy Puraskar ka sambandh kis Shetr se
hai
Sangeet Shetr se
47. Lamp me prakash utpan karne ke liye kon si
gas prayog ki jati hai
Acitlin
48. Aayu nirdaharn me Carbon ke kis
samsthanik ka upyog kiya jata hai
C 14
49. Surya ke atyadhik taap ka kaaran kya hai
Hydrogen ka nabhikiya salyan
50. Shahnama kiske dwara likha gya tha
Firdawsi
51. Gautam Budhha ki patni ka kya naam tha
Yashodhra
52. Duniya ka sabse jahrila janwar kon sa hai
Arrow Frog
53. Kache Fal (Fruits) ko pakaane me kon si gas
upyog me laayi jati hai
Ethilin
54. Surya aur prithvi ke beech chandrma kab
aata hai
Surya grahan ke samay
55. Machhliyon ke yakrit tel me kis ki parchur
matra hoti hai
Vitamin – A
56. Vigyapan me prayukt rangeen visarjan
naliyon me kon si gas paryog me laayi jati hai
Ne
57. Manushya ke Jigar aur Maspeshiyon me
sanchit Glaiclon kya hai
Bahu-sharkra
58. Cement ka jamkar kathor hone ka kya
kaaran hai
Jal Yojan Aur Jal Apghatan
59. Kaanch kya hai
Kaanch Akrishtliya thos ke roop me ek atishitit
darv (liquid) hai
60. Shushk barf kya hoti hai
Thos (solid) Carbon Di-Oxide
61. Kis desh me mahilayon ki jeevan partyasha
sabse jyada hai
Japan
62. Bharatiya Rashtriya calender ka sabse pahla
mahina kon sa hai
Chaitra
63. Bharat ka sabse purana vishv vidhyalya kon
sa hai
Kolkata
64. Homyopathic ka sansthapak kon tha
Honeyman
65. Himoglobin ke atom se Oxygen ke kitne
atom bandh sakte hai
Chaar (4)
66. Simmogram dwara kiska adhyan kiya jata
hai
Bhukamp
67. Saddam Hussain dwara likha gya prem
katha aadharit upnyaas kon sa hai
Jabiba and the king
68. Lenin ka Shav (dead body) 86 saal se kahan
surkshit hai
Masco ke museum me
69. Rajasthan ka khajuraho kise kaha jata hai
Kiradoo ka mandir
70. Rashtrapati apna tyagpatra kise deta hai
UpRashtrapati ko
71. Kis lekhak ne Mahatma Gandhi par vivada-
sapad kitab likhi hai
Joseph Lelivend
72. Bharat me kitne parmanu bihjlighar hai
Bees (20)
73. IAEA ke anusar kisi vaykti ke saal me kitne
radiation ke sampark me aane par Cancer ka
khatra hota hai
Saalbhar me 100 Milicevert
74. Bharatiya Rail ka vishv me kon sa sthan hai
4th
75. Peetal me kon si dhaatu ka mishran hota hai
Zasta Aur Tamba
76. Kansa me kon si dhaatu ka mishran hota hai
Tin Aur Tamba
77. Pani par duniya ka sabse lamba pul kahan
par bana hai
China me 42,50 Km lamba
78. UID of kya naam diya gya hai
Aadhar
79. Uttar bharat me partham sarp udhaan kahan
par stith hai
Kota me
80. TRP ka pura naam kya hai
Tele Raiting Prize
81. Duniya ki sabse chhoti yog trainer kon hai
Chhah (6) saal ki Shruti Pandey (Ahemdabad)
82. Desh ka pahla green station kahan par hai
Jammu kashmir me Manwal station
83. Mile Sur Mera Tumhara geet kisne likha tha
Suresh Mathur
84. Paanch baar world champian mukkebaaz
kon hai
M. C. Marricom
85. Surya Dharti se kitne guna bada hai
109 guna
86. Facebook ka Nirmaan kisne kiya hai
Mark Zuckerberg
87. Raagdarbari kiski rachna hai
Shrilal shukal
88. Agra shahar ki sthapna kisne ki thi
Sikandar Lodhi ne
89. Nuclear reacter time bomb ke lekhak kon
hai
Takashi Heroz
90. Black hole ke sidhant ko kisne partipaadit
kiya tha
S. Chandrashekhar
91. Dada Saheb Phalke puraskar kab shuru kiya
gaya tha
1969
92. Duniya ka sabse chhoti mahila kon hai
Jyoti Aange (20 Inch)
93. WHO ka Mukhyalaya kahan par sthit hai
Jenewa (Switzerland)
94. Aine Akbari ke lekhak kon hai
Abul Fazal
95. Hopmen Cup kis khel se sambadhit hai
Tennis
96. Deshbandhu ke naam se kon jane jate hai
Chitranjan Das
97. Keeton par study ko kya kaha jata hai
Atomology
98. Kutub Minar ka nirman kisne karvaya tha
Kutubdin Aibak ne
99. Bengal ke vibhajan ke samay congress ke
adhyaksh kon the
Gopal Krishan Gokhle
100. Sall ka sabse chhota din kon sa hota hai
22 December
101. Amritsar Shahar ki neev kisne rakhi thi
Guru Ramdas
102. Bhart me sabse pahle kon sa samachar
patra prakashit hua tha
Bengal Gudget
103. Bharat me radio prasaran ki shuruwat kab
hui
1936
104. Bharat ke char MahaNagro me Internet ki
shuruwat kab hui
1997
105. America me Das Partha ko awaidh goshit
kab kiya gaya
1865
106. Aam Aadmi Party ka chunav chin kya hai
Jhadu
107. Type writer ka avishkar kisne aur kab kiya
tha
Peligrino ne 1808 me
108. Sachin Tendulkar ne aakhiri match kahan
khela
Mumbai me
109. Sachin Tendulkar ne apna aakhiri match
kiske khilaaf khela
West Indies
110. Bharat ka 29 va rajya kon sa bana hai
Telangana
111. UNO ki full form kya hai
United Nations Organization
112. Bukamp ka trivta maapne ke liya kis
paimane ka prayog kiya jata hai
Recter
113. Kis bhartiya rajya ki tat ( तट ) rekha sabse
lambi hai
Andhra Pradesh
114. Tehri Bandh kis nadi par bana hai
Bhagirathi
115. Bhartiya Savidhan me rajya niti ke
nirdeshak sidhant kis rashtra ka savidhan se liye
gaye hai
Ireland
116. Bharat ka Flying Sikh kise kaha jata hai
Milkha Singh
117. Vaayumandal ki sabse nichali parat kon si
hai
Shobh Mandal
118. Bengal ka sabse pahla Governor General
kon tha
Waren Hostings
119. Nalanda Vishva vidyalaya kis rajya me
sthit hai
Bihar
120. Bharat ka pahla Nagar Nigam kahan
sthapit hua tha
Madras
121. Nakhoon me upsthit protein ka kya naam
hai
Carotin
122. Gas Cylinder me Gas ki leakage ka pta
lagane ke liye kon se gandh yukt padarth ko
milaya jata hai
Ethelyn Marcaptan
123. Manushya shareer ka kon sa bhaag euriya
banata hai
Liver
124. Kaam karne ke baad Peshiyon me
thakawat kyo mahsoos hoti hai
Peshiyon me Lectic Amal ikktha ho jane ke
kaaran
125. Maru Mahotsav kahan manaya jata hai
Jaisalmer
126. Pakistan ka rashtriya khel kon sa hai
Hockey
127. Pustak “One Night at Call Center” ke
lekhak kon hai
Chetan Bhagat
128. PT Usha ka pura naam kya hai
Pilavullakandi Thekkeparambil Usha
129. Behrin ki Mudra (Currency) ka kya naam
hai
Dinar
130. Anna Hazare ka patrik gaanv Ralegan
Siddhi kis rajya me sthit hai
Maharashtra
131. Computer ko control karne wale program
ka kya naam hai
Operating System
132. Rashtriya chin ke niche likha gaya shabd
“Satyamev Jayte” kahan se liya gaya hai
Mundak UpNishad
133. Harit Kranti ki shuruwat kis varsh hui thi
1960
134. Sabse kathor (Hard) padarth kon sa hai
Heera
135. Swaj Nahar kin do sagro ko jodti hai
Lal Sagar aur BhuMadhya Sagar ko
136. Asia ko Europe se kon sa parvat alag karta
hai
Kakeshash
137. Asia shabd ki utpati kis bhasha ke shabd
se hui hai
Hibru bhasha ke Asu shabd se
138. Bharatiya sudhar samiti ki sthapna kisne
kit hi
Dada Bhai Naroji
139. Kis Rajya ki vidhan sabha ka karyakaal 6
varsh ka hai
Jammu Kashmir
140. Bahart me kitne Rajya aur Kendra Shashit
Pradesh hai
28 Rajya aur 7 Kendra shashit Pradesh
141. Abdul kalam Azad ko kis varsh Bharat
Ratna Award se sammanit kiya gaya
1992
142. Oscar Puraskar kis shetra se sambandhit
hai
Film
143. Duniya ka sabse purana shahar kise mana
jata hai
Damascus
144. Sahad me paya jane wala meetha padarth
ka kya naam hai
Fructose
145. Taslima Nasrin ka sambandh kis desh se
hai
Bangladesh
146. Manushya ki aankh ki shamta kitni hoti hai
576 Mege Pixel
147. Kis desh ne Mahilayon ko pahle Vote karne
ka adhikar diya hai
New Zealand
148. Olympic me prayog hone wale paanch ring
ka rang kya hai
Black, Blue, Red, Green and Yellow
149. Modem ki full form kya hai
Modulator and Demodulator
150. Kon sa Asian Desh “Land of Golden
Pagoda” ke naam se jana jata hai
Myanmar
151. Awarn Kamal Puraskar kis shetra se
sambandhit hai
Cinema
152. Ozon Parat kis Gas se bani hoti hai
Oxygen
153. Bharat ka Spice State kis rajya ko kaha
jata hai
Kerala
154. Bharat ka 80% koyla kaha se aata hai
Jharia aur Raniganj
155. Kon se desh me ek bhi cinema ghar nahi
hai
Bhutan
156. Rawan ke pita ka kya naam tha
Vishrwa
157. Vishv me kitni bhasha boli jati hai
2,792
158. UNESCO ka Mukhyalaya kahan par sthit
hai
Peris (France)
159. Bharat me sabse pahli film kon si thi
Raja Harishchandra
160. Ravinder nath Tagore ko Nobel Puraskar
kab diya gaya tha
1913 me.
161. Film me Acting karte samay kritrim aansoo
ke liye kya upyog kiya jata hai
Glisrin
162. Sone ki khudai se charcha me aaye gaanv
ka kya naam hai
Daundiya Kheda
163. Narendra Modi kis rajya ke lagatar Mukhya
Mantri bane rahe
Gujarat
164. Kon si pahli bhartiya company thi jise
Facebook ne kharida
Little Eye Lab
165. Manmohan Sing Lagatar kitne varsh tak
Pradhan Mantri rahe
10 Varsh tak
166. Prasidh Book “The Three Mistakes of My
Life” par bani film ka kya naam hai
Kai Po Chhe
167. Kis Bhartiya company ke MD ne haal hi me
chat se kood kar aatmhatya ki thi
TATA Motors
168. SAIL ki full form kya hai
Steel Authority of India Linited
169. Delhi me Arvind Kejriwal ki sarkar kul kitne
din chali
49 din
170. Mamta Banerjee ka sambandh kis political
party se hai
Trin-Mool Congress (TMC)
171. Gadar Party ki sthapna kis ke dwara ki
gayi thi
Lala Hardyal
172. Ghar me prayog kiye jane wale diye ki batti
me tel kis prakar chadta hai
Keeshika Kriya Dwara
173. Kis nadi ke pani ka prawah duniya ki anay
nadiyon se jyada hai
Amazon Nadi
174. Biogas kis kis ka mishran hai
Methane, Hydrogen, CO2, Hydrogen Sulphide
175. China ka sabse prachin (Purana) Rajvansh
kon sa hai
Shong
176. Hindu Swaraj Book ke lekhak kon hai
Mahatma Gandhi
177. Ashok Chakra me kitni teeliyan hoti hai
24
178. Uranium ka pramukh utpadak kon sa hai
Canada
179. Rajiv Gandhi ke pita ka kya naam tha
Firoz Gandhi
180. Saal ka sabse bada din kon sa hota hai
21 June
181. Book “Mother” kis lekhak dwara likhi gayi
hai
Maxim Gorky
182. Bijapur me sthit Gol Gumbaj ka nirman
kisne kiya tha
Muhammad Adil Khan
183. Electrons ki khoj kisne ki thi
J.J. Thomson
184. Radium ki khoj kisne ki thi
Robert Piyre aur Madam Curry ne
185. Pahli Bhartiya jisne Vishv Sundari ka
khitaab apne naam kiya
Reita Faria
186. Pahla British Viceroy kon tha
Lord Canning
187. Subhash Chandra Bose ko kisne sabse
pahle “Netaji” kah kar sambodhit kiya tha
Adolf Hitler
188. ISRO ka 100th Mission kon sa tha
PSLV-21
189. Bhopal Gas kand kab ghatit hua tha
2 aur 3 December 1984 ki Aadhi Raat ko
190. Bhopal Gas Kand me kon si Gas logo ki
maut ka kaaran bani thi
Methyl Isocyanate
191. Meri Com ka sambandh kis khel se hai
Boxing
192. Bharta me sthapit sabse pahla bank kon
sat ha
Bank of Hindustan
193. Sabse pahle kon se janwar ko antriksh me
bheja gaya tha aur uska kya naam tha
Laika (Dog) jo ki Sputnik-II me bheja gaya tha
194. Kis bharatiya jail ko National Heritage Site
ghoshit kiya gaya hai
Andaman Jail
195. EPZ ki full form kya hai
Export Processing Zone
196. Bahmani Samrajya ka antim samrat kon
tha
Kalim Ullah Shah
197. Asia Pacific Economic Corporation ki
sthapna kab ki gayi
1989
198. Ozon Diwas kis din manaya jata hai
16 September
199. Sabse pahla atyadhik prayog kiya jane
wala Web Browser kon sa tha
Mosaic (Jo ki 1993 me release kiya gaya tha)
200. Jeevan Beema ko rashtriya kab kiya gaya
1956
201. NATO ki kul sankhya kitni hai
28
202. Maharashtra ke Pashchimi Ghat kis naam
se jaane jate hai
Sahyadris
203. Tajmahal kisne banaya tha (Architect of
Tajmahal)
Ustad Isa
204. STD ki full form kya hai
Subscriber Trunk Dialing
205. Yuva divas kis din manaya jata hai
12 January
206. Rajasthan ke kis jile me “Air Cargo
Complex” sthit hai
Jaipur
207. Bharat ka sabse pahla Aadhar Vallage kon
sa hai
Tembhli
208. Book “Midnight’s Childern” ke lekhak kon
hai
Salman Rushdie
209. PHP kiske dwara devlop ki gayi hai
Ramus Lerdorf
210. Dunya me Coffee ka sabse jyada utpadan
karne wala desh kon sa hai
Brazil
211. GAAR ki full form kya hai
General Anti Avoidance Rules
212. Prasidh Book “We the People” ke lekhak
kon hai
Nani Palkhivala
213. Kis varsh Kiran Bedi ko unki Govt. Service
ke liye Maghsaysay Award diya gaya
1994
214. Arunachal Pradesh ki Rajdhani ka kya
naam hai
Itanagar
215. Duniya me sabse jyada boli jane wali
bhasha kon si hai
Mandarin
216. Jammu kis nadi ke kinare par sthit hai
Tawi
217. ICAO ki full form kya hai
International Civil Aviation Organization
218. Novel “Chinaman” kis ke dwara likha gaya
hai
Shehan Karuatilaka
219. Bharat ka sabse bada Gallantry Award kon
sa hai
Param Vir Chakra
220. Logarithm Table ki khoj kisne ki thi
John Napler
221. HTTP ki full form kya hai
Hyper Text Transmission Protocol
222. Podhon ki study ko kya kaha jata hai
Dendrology
223. Shahnama kis ke dwara likha gaya
Firdawsi
224. Blue Whale kitni aawaz paida karti hai
188 decibels
225. Kon sa mineral Plaster of plaster of Paris
banana ke liye prayog kiya jata hai
Gypsum
226. Carbon ki thos roop ko kis naam se jana
jata hai
Dry Ice
227. Thomas Cup kis khel se sambhandhit hai
Badminton
228. Sabse pahle electric toothbrush ka kya
naam tha
Broxodent
229. Rawanda ki Rajdhani ka kya naam hai
Kigali
230. B.C. Roy Award kis shetra me diya jata hai
Medicine
231. International Atomic Energy Agency ka
mukhyalaya kahan par sthit hai
Vienna (Australia)
232. Malti Madhava aur Mahavircharita ke
rachayita kon hai
Banabhatta
233. Baku kis desh ki rajdhani hai
Azerbaijan
234. Bharat ke kon se rajya me Scheduled Tribe
(SC) community nahi hai
Haryana
235. Kon sa rajya Tobacco ka sabse bada
niryatak hai
Andhra Pradesh
236. Nagarjuna Sagar Dam jo ki Andhra Pradesh
me sthit hai kis nadi par bana hai
Krishna
237. Kon sa desh “Rainbow Nation” ke naam se
jana jata hai
South Africa
238. Periodic Table ki khoj kisne kit thi
Dmitri Mendeleev
239. Sabse pahle Mount Everest ko kisne
calculate kiya tha
Radhanath Sikdar
240. Kis African Country ko pahle “Abyssinia”
ke naam se jana jata tha
Ethiopia
241. Australia ka kon sa rajya pahle “Van
Diemen’s Land” ke naam se jana jata tha
Tasmania
242. Bharat me janme kis vaigyanik ne Optical
Fibre ki khoj kit hi
Narinder Singh Kapany
243. Bharat ka sabse pahla Institute of
Management (IIM) 1961 me kahan par sthapit
kiya gaya tha
Kolkata
244. Baglihar Dam jo ki Jammu aur Kashmir me
sthit hai kis nadi par bana hua hai
Chenab
245. Kis Freedom Fighter ko “Mahamana” k e
naam se jana jata hai
Madan Mohan Malaviya
246. Sunhari Muga Silk ka sabse jyada bhandar
kis bharatiya rajya me milta hai
Assam
247. Kis ki kami se Marasmus aur Kwashiorkor
naam ka rog hota hai
Protein
248. Ace, Double Fault aur Smash shabd kis
khel se sambhandhit hai
Tennis
249. Word’s BreadBasket ke naam se kise jana
jata hai
Prairies of North America
250. Kon sa Asian sahar pahle Batavia ke naam
se jana jata tha
Jakarta (Indonesia)
251. Indian Premier League (IPL) me Match
Fixing ki jaanch ke liye kon si committee gathit
ki gayi hai
Mukul Mudgal Committee
252. Kuril Island dispute jo ki Northern
Territories dispute ke naam se bhi jaana jata
hai kis kis desh ke beech hai
Japan aur Russia
253. Stuart Hall jinka haal hi me nidhan hua hai
unhe kis ka janak mana jata hai
Cultural Studies
254. Book “The Hindus : An Alternative History”
jo ki controversy ka kaaran bani hui hai kis
lekhak dwara likhi gayi hai
Wendy Diniger
255. Halayeb Tribhooj naam ka shetra jis par
adhikar ko lekar ekmat nahi hai kis kis desh ke
border ke madhya sthit hai
Egypt aur Sudan
256. Shirley Temple jinki haal hi me mrityu hui
hai vo kis shetra me parsidh the
Child Artist
257. Indian Sports Awards me Best Woman
Footballer of the year award kise mila hai
Oinam Bembem Devi
258. Kis varsh Railway Finance ko Samanya
Finance se alag kiya gaya
1924
259. HYLITES jo ki surkhiyon me bana hua tha,
kya hai
GPRS sambhdit Raiway Enquiry System
260. Bharat ki kon si Telecom company pahli
aisi company bani jisne 200 million subscribers
ki sankhya ko paar kiya
Airtel
261. NPA ki full form kya hai
Non Performing Assets
262. Pahla desh jisne tooth brush ka prayog
shuru kiya
China
263. Modern Turkey ka janak kise mana jata hai
Kamal Ataturk
264. USB ki full form kya hai
Universal Serial Bus
265. Computer ki IC Chip kis dhatu ki bani hati
hai
Silicon
266. Mohs Scale ka prayog kya maapne ke liye
kiya jata hai
Kathorta (Hardness)
267. Pahla Bhartiya TV Serial Kon sat ha
Hum Log
268. GATE ki full form kya hai
Graduate Aptitude Test in Engineering’
269. Manushya me kitni maspeshiyan hoti hai
639 Maspeshiyan
270. Manushya ke shareer ka sabse vyasat ang
kon sa hai
Heart
271. Duniya ka sabse lamba naam kya hai
Taumatawhakatangihangakoa : Ye Taumata
pahadiyon ka naam hai jo ki 305 meter uchi hai.
Ye pahadi Porangahau, New Zealand me sthit hai
272. Aise Shabd jo ulte ya sidhe dono taraf
padne se ek hi arth nikalte hai kya kahlate hai
Palindrome : Palindromw vo shabd hote hi jo
dono taraf se pade ja sakte hai unki spelling me
koi fark nahi padta Ex:- Radar
273. Blue whale ke dil ka weight kitna hota hai
600 Kilogram : Whale ka wajan 170 Ton hota hai
274. Gineej Book of World Record ki pustak kya
hai
Yah ek aisi pustak jo sabse jyada bikti hai iss me
saal ke sabhi kirtimano ko darj kiya jata hai
275. Duniya me sabse jyada aasmani bijlee
kahan par girti hai
Africa ke Kago me : Iss jagah par saal bhar
baadal chhaye rahte hai
276. Plane ki awaaz hame plane ke chale jane
ke baad kyo sunai deti hai
Kyonki Prakash ki gati Awaaz ki gati se jyada tej
hoti hai
277. Traffic Signal ki shuruwat sabse pahle
kisne ki thi
Railway ne
278. Bharat me TV par sabse pahle samachar
kisne pade the
Partimapuri Ne
279. Pen Drive ka Avishkaar kisne kiya tha
April 1999 me M-System ne
280. Rocket hamesha Pashchim se Purv ki aur
hi kyo chhoda jata hai
Kyonki dharti Pashchim se Purv ki aur ghoomti
hai iss liye jab Rocket ko jab purv ki aur chhoda
jata hai to uska veg dharti ke veg se jud jata hai
iss se urja ki bachat hoti hai aur Rocket dharti
ke gurutwakarshan ko bhi aasani se paar kar leta
hai
281. Manushya ne Gahne (Jewar) pahan ne kab
shuru kiye
Lagbhag 75,000 saal pahle : Uss samay gahne
lakdi, haathi daant aadi ke bane hote the. 7000
saal pahle manushay ne Sone Chandi ki khoj kar
lit hi aur uss se gahne banana bhi aarambh kar
diya tha
282. Angrej apne naam ke aage Lord kyo lagate
hai
Lord ek Samnti Yug ka shabd hai jiska arth
Swami, Prabhu ya Maalik hota hai. England me
ye ek samman ka shabd hai iss liye Angrej apne
naam kea age iss shabd ka istemaal karte hai
283. Manushya ne naam rakhna kab shuru kiya
Iss ke koi saakshay nahi milte : Parantu
sambhwat hi bhasha ke vikaas ke saath hi naam
rakhne ka chalan aarambh ho gaya tha
284. Bharat ka naam India kaise pada
Prachin kaal me Bharat ko sindu nadi ke paas ke
ilaake ke roop me pahchante the aur ve sindhu
ko Indus naam se bolte issi shabd se India naam
astitv me aaya
285. Duniya ka sabse bada Railway Station kon
sa hai
Grand Central Terminal (Newyark) : Issme 44
Platefarm aur 67 Track hai
286. Nal sarovar Bird Sanctuary kahan par sthit
hai
Gujarat
287. United Nations Flag ka rang kya hai
Neela
288. UN University for Peace kahan par sthit hai
Costarica
289. Kon sa desh “Land of Thousand Lakes” ke
naam se jana jata hai
Finland
290. Rouble kis desh ki mudra (currency) hai
Russia
291. United Nation ki kon si agency bachho ke
liye kaam karti hai
UNICEF
292. Indian Militari Academy kahan par sthit hai
Dehradun
293. Chemistry ka janak kise kaha jata hai
Jabir Ibn Hayyan
294. Carbon Di Oxide ki khoj kisne ki thi
Joseph Black
295. battery ki khoj kisne kit hi
Alexandro Volta
296. Konark ka Mandir kisne banwaya tha
Narsimha I
297. Vishv ka sabse Gareeb desh kon sa hai
Bhutan
298. WTO ka Mukhayala kahan sthit hai
Jenewa me (Switzerland)
299. Geeta Rahasya ke rachyita kon hai
BG Tilak
300. Sodium Metal ko kis ke anadar rakha jata
hai
Kerosene
301. Pahla Bhartiya bank kon sa tha
Bank of Hindustan
302. Bank of Hindustan kab se kab tak astitv
me raha
1770 se 1829 tak
303. Bhart ka dusra bank kon sa tha
General Bank of India (1786)
304. Sabse bada aur sabse purana bhartiya
bank kon sa hai
State Bank of India
305. PSU ki full form kya hai
Profit-making Public Sector Undertaking
306. Punjab National bank kab aur sthapit kiya
gaya
Saal 1895 Lahor me
307. Reserve Bank of India kab sthapit kiya
gaya
April 1935 me
308. Reserve Bank of India Nationalised kab
kiya gaya
1 January 1949
309. Banking Regulation Act kab prastavit kiya
gaya
1949
310. Pahla Bank jo bhartiyo dwara manage kiya
gaya
Oudh Commercial Bank
311. Bharat ka pahla videshi Bank kon sa tha
Chartered Bank
312. Sabse pahle kon sa Bank ISO certified hua
Canara Bank
313. Pahla Bhartiya Bank jisne Bharat ke bahar
Branch shuru ki
Bank of India
314. Pahla ATM kis Bank dwara lagaya gaya
HSBC Bank
315. Bhartiya Mudra (Currency) kis paper ka
prayog kar ke banai jati hai
Rag
316. Reserve Bank of India ka Head Office
kahan par sthit hai
Mumbai
317. RBI ka Head Office Kolkata se Mumbai kab
sthanantrit kiya gaya
1937
318. Reserve Bank of India ka pahla Governor
kon tha
C.D. deshmukh
319. Bharat ka kendriya Bank kon sa hai
Reserve Bank of India
320. Kis commission ne Reserve Bank of India
banana ka sujhav diya tha
Hilton Young Commission (Royal Commission)
321. VVIP Copper deal jo ki cancel ho chuki hai
kis kis ke beech honi tay hui thi
Indian Government aur AgustaWestland ke beech
322. Aam Aadmi Party ne kis state/territory par
jeet hasil ki
Delhi
323. January 2014 me kis Minister ne BJP ko
dobara join kiya
B.S. Yoddyurappa
324. Aam Aadmi Party ne kise Delhi Assembly
ka speaker niyukt kiya
MS Dhir
325. Kis Football Legend ki haal hi me mrityu
hui
Eusebio
326. West Bengal Human Rights Commission ke
chairman pad se kis ne istifa diya
Justice AK Ganguli ne
327. Pahla bharatiya male junior badminton
player jisne world me top rank hasil kiya
Aditya Joshi (Madhya Pradesh)
328.Haal hi me Kis telugu actor ne apne ghar
(Hyderbad) me aatmhatya ki hai
Uday Karan
329. January 2014 me Facebook ne kis
bharatiya company ko kharida hai
Little Eye Labs
330. BCCI ne 7th Annual Awards Ceremony me
Kis Cricketer ko CK Nayudu Lifetime
Achievement Award se sammanit kiya
Kapil Dev
331. Off-Spinner Ravichandran Ashwin ko kis
Award se sammanit kiya gaya
Poly Umrigar Award
332. Israel ke pradhan Mantri rah chuke, jinki
haal hi me mrityu hui unka kya naam hai
Ariel Sharon
333. Bangladesh ke Pradhan Mantri pad ki
shapath kisne grahan ki
Sheikh hasina
334. Haryana ki kis district me bharat ka sabse
bada 2800 MW nuclear power plant ka nirmaan
kiya jar aha hai
Fatehabad (Gorakhpur Village me)
335. Union Minister Sachin Pilot ko kis rajya ka
Congress chief ghoshit kiya gaya hai
Rajasthan
336. Prasidh kavi aur Dalit Panther Party ke
nirmata jinki haal hi me mrityu hui ka kya naam
hai
Namdeo Dhasal
337. Gary Kenneth Toomey kis Air company ke
CEO the jo pad unhone haal hi me tyag diya hai
Jet Airways
338. Parsidh Abhinetri Suchitra Sen ki haal hi
me mrityu hui hai, Unki Umar kya thi
82
339. AAP Neta Arvind Kejriwal kis ke khilaaf
dharne par baithe
Delhi Police
340. Hyderabad based National Police Academy
ki chief kis mahila ko banaya gaya hai
Aruna Bahuguna
341. Kis saal se pahle jaari ho chuke currency
note ko Reserve Bank of India ne band karne ka
nirnay liya hai
2005
342. Harward College ka Dean kise niyukt kiya
gaya hai
Rakesh Khurana
343. Kis city ne public ke liye Free WiFi spots
offer kiye hai aur Bharat ki aisa karne wali
pahli city ban gayi hai
Bangalore
344. Tata Motors ke kis Managing Director ki
haal hi me Five Star hotel ki chhat se girkar
maut hui hai
Karl Slym
345. Vijay Bahuguna jinhone haal hi me Resign
kiya hai kis rajya ke chief minister the
Uttarakhand
346. Uttarakhand ka naya chief Minister kise
niyukt kiya gaya hai
Harish Rawat
347. Aam Aadmi Party ki kis member ne Party
se istifa de diya hai
Madhu Bahduri
348. Sachin Tendulkar ke sath kise Bharat
Ratna Award se sammanit kiya gaya hai
CNR Rao
349. Kis bhartiya ko haal hi me Microsoft ka
CEO (Chief Executive Officer) banaya gaya hai
Satya Nadella
350. Maruti Suzuki India ne apni kis car ka
production band kar diya hai
Maruti 800
351. BCCI president ka kya naam hai jinko july
me ICC (International Cricket Council) ka
chairman banaye jane ki ghoshna ki gayi hai
N. Srinivasan
352. Nepal ka Next Prime Minister kise ghoshit
kiya gaya hai
Sushil Koirala
353. IOC ne kis par laga ban hataya hai
Indian Olympic Association
354. Delhi Government ne haal hi me Delhi se
juda kon sa bill approve kiya hai
Delhi Nagar Swaraj Bill
355. Kis rajya ne tobacco (smokeless) ka
Vyapar, Advt, storage etc ko band kar diya hai
(Aur aisa karne wala pahla rajya ban gaya hai)
Assam
356. Kis Chinese film ne Berlin Film Festival me
Golden Bear Prize jeeta hai
Bai Ri Yan Huo
357. Mumbai ka naya Police Commissioner kise
banaya gaya hai
IPS Offcer Rakesh Maria
358. Supreme Court ne kis Prime Minister ke
hatiyaro ki fansi ko umarkaid me tabdeel kar
diya hai
Rajiv Gandhi
359. IIM Bangalore ka naya Chairperson kise
niyukt kiya gaya hai
Kiran Mazumdar Shaw
360. BJP ki Delhi Unit ka president kise banaya
gaya hai
Dr. Harsh Vardhan
361. Facebook ne kis Social App ko kharid liya
hai
Whats App
362. Facebook ne Whats App ko kitne Rupay me
Kharida hai
19 Billion Doller
363. Tamil Nadu ki kis faisle ko Supreme Court
ne darkhast kar diya
Rajiv Gandhi ke Hatiyaro ko riha karne kef aisle
ko
364. Bengladesh me kon sa tournament shuru
hua hai
Asia Cup Cricket Tournament
365. Soldier dwara apne sathiyo ki hatya ke
baad aatmhatya karne ki ghatna Army ke kis
camp me hui hai
Safa Pora Camp, Srinagar
366. Sahara Group ke chief ka kya naam jinhe
police hirasat me rakha gaya hai
Subrata Roy
367. Subrata Roy (Sahara Group) par kya aarop
hai
Sahara Group 3 crore small investors ke 24,000
crore Rupay return karne me asafal raha
368. Shivanand Tiwari ko kis party se nikala
gaya hai
Janata Dal United
369. Bharat ne jin Italian Marines par se Anti-
Piracy Charges hataye hai unn par kya aarop the
Do Bhartiya Machhuaro ko maarne ka aarop
370. Union Cabinet ne kis rajya par President
Rule sthapit karne ka nirnay liya hai
Andhra Pradesh