Coins Concept
Dheyaan se smjho … Smjh mein aa jayega 🙂 but jab isko padhne ke baad sabse pehle aap sabka answer aya karega coins waale questions mein… Ab read karo pura..
Coins waale questions mein 2 concepts hote hai
1) Jab coins ki value ka ratio diya ho.
Jab coins ki value ka ratio diya hoga tab coins ko ratio se divide karenge
For example
If 378 coins consists of 1 rupees 50 paise and 25 paise coins, whose Values are in the Ratios of 13:11:7,the number of 50 paise coins will be?
Ab isme coins ko multiply kardo jese coins diye hue hai 1 rupees, 50p and 25p
= 13/1 : 11/0.50 : 7/0.25
= 13/1 : 11*2 : 7*4
= 13:22:28
Ab total coins ki ratio aa gye humare pass
13x+22x28x = 378
63x = 378
X = 378/63 = 6
Ab 6 ko har ratio se multiply Karke numbers of coins nikal lo
1 rupees coins = 13*6 = 78
50p coins = 22*6 = 132
25p coins = 28*6 = 168
2) Second Concept.. :- jab direct Coins ki ratios de rakhi ho tab hum coins ko ratio se multiply karenge..
For example : – A bag contains 50 P, 25 P and 10 P coins in the ratio 5: 9: 4, amounting to Rs. 206. Find the number of coins of each type respectively.
Ratios = 5*0.50x : 9*0.25x : 4*0.10x
= 5/2x : 9/4 x: 4/10x
= 2.5 x: 2.25x : 0.4x
= 5.15x
5.15x = 206
X = 20600/515
X = 40
Ab 40 ko har ratio se multiply Karke number of coins nikal lo
50p coins = 5 * 40 = 200
25p coins = 9*40 = 360
10p coins = 4*40 = 160